phiR se eh mehr_e_aalim taab idhir aa!

*tujh bin ho geyaa hoon mei’n barfaab idhir aa
phiR se eh mehr_e_aalim taab idhir aa

ik anokhi lazat kaa mein hoon muntaziR
chamak aur eh khanjaR_e_dil shaadaab idhiR aa

mat guzar is aankh ki khaRhki se chup chaap
eh manzir_e_khushboo rang, eh mehtaab idhiR aa

mein bhi hoon ik dast_e_du’aa ki talaash mei’n
mujh se bhi kehtaa hai mehtaab idhiR aa

door se kese ishaare tu kiye jaataa hai
aankh ke sukh, eh manzir_e_naayaab idhiR aa

is siine se lagaaoo’n tujhe dhandhak aapyo’n
eh mere dost mere betaab idhiR aa!!!

bekaraa’n eik tu hai eik mein hoon Toor*
ho gaye sabhi dariyaa gharqaab idhiR aa*


(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²


“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯­¯–“

very nice mareez uncle/aunty

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif

aunty

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

he is uncle
anyway nice choice


i want it that way

chorni sahiba aap ghaalaban mere saaye se mukhaatab hain (itminaan kaa saans lete huve)… nahee?
ab dekhiye na itnaa umar raseeda bhi nahee hoon ji.
shukriya aapkaa auntie ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif

HeArT HaCKeR thanks

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

but not for calling me uncle ab 23 pe hi uncle banaa diyaa tou 65 pe pe kyaa hogaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²


“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯­¯–“

ohhhh acha hacker dadi amman

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

mareez uncle kiun aap ko bura laga ke uncle kaha?? hmm dekh lain, uncle sab se best choice hai, nahi tou mein aur hee buddha bana doon gee yaani ke dada, nana, par-dada, par-nana…ab aap dekh hee lain aap ko abhi jawaan hee rakha hai..n ur alwayz welcome ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

wese option pe ghour karne ke baad mujh naachiiz ne chorniji yeh feisla kiaa hai ke.
ham sirf aur sirf
aap ke
bateeja ban ne ke laayeq hain
haha lol

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif

kyon auntie ji sahee kaha na

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

bhateejay aur aap? aur wo bhi mere? lekin mein tou aap se…countin on her fingers…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ahaa.gif

haan aap se 7 saal choti hoon, aap ki aunty kese ho sakti hoon?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

achaa tou chorni ji zaraa meraa chashma denaa aur haan kahan hai meri soti(stick)…koi is baba ko sarhak paar karaa de bhaahi sawaab hogaa.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

bohaat kHoobbbsoorat Ghazal pesh ki haai aap ne mareez-e-ishq saahib bohaat kHoob


**Sheh-Ragg se QareeN mujhko Mehsoos jo hotaa hai
Dekhaa to nahiN usko Tanhaai meiN sochaa hai
Maqtal ki taraf aatey aur tez Qadam aatey
Aawaaz to di hoti ham teri Qassam Aatey
Aye Jazba-e-kHud’daari jhukne na diya tune
Likhne ke lyie warnaa Sone ke Qalam Aatey
**

zara nawaazi hai jinaab ki.
beh_had mashkoor.

kiun uncle??

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

aap ko ek dam kya ho gaya, chashmay tou aap ne kabhi na pehnay thay aur soti bhi aap ka saath nahi deti thee lekin aaj kiun?

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

..aap baba kahan se huay?? ma uncles r not babaz

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/mad.gif

they r jawaan n handsome n ermmm they r uncles

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

not dadaz


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

chorni ji sochaa ab uncle to aap ne banaa hi diyaa kiaa bharosa chand dinon mein baba bolnaa shurooh kar dein to kiyon na advance mein hi baba ban jaayo’n

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

ab rona bandh kijiye..


(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²


“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯­¯–“

lol uncle ji nahi yeh nobat nahi aaye gee, aap fikar mat karain mein aap ko baba nhi banaoon gee aap uncle ki position pe hee changay lagtay hain, aur yeh lejiay roti nahi daant nikaal deti hoon

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

jiss ne aana thaa woh ayaa/ayii yaa nahin? well I guess a to jana chahiye… its very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

jee aa ge der se zaroor aaye magar aa hi ge …aap

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

.


(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²


“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯­¯–“