Re: Phir Milen Ya Na Milen La'al Keh Gohar Mujh May.
** Main Tasawor Hon Miri Koi Bhe Tasver Nahen,
Tu Musawir Hai To Ehsas Ka Rang Bhar Mujh May.
Ghar K Korrey Ki Trah Phainka Geya Hon Bahar.
Tu Wo Chun Ley Jo Nazar Aata Hai Behtar Mjh May.
Aey Barihman Mujhy Itna Bhe Namaskar Na Kr.
Chekh Uthey Na Kahen Zaat Ka Shodar Mjh May.**
Ghazal kaa intiKhaat bahot bhalaa lagaa...i LIKED the Ghazal..zaraa ravishe aam se haT ke hai. kaun haiN shaa'ir? mundarja baalaa ash'aar nisbatan ziyaada pasand aaye!
Re: Phir Milen Ya Na Milen La'al Keh Gohar Mujh May.
Ghazal kaa intiKhaat bahot bhalaa lagaa...i LIKED the Ghazal..zaraa ravishe aam se haT ke hai. kaun haiN shaa'ir? mundarja baalaa ash'aar nisbatan ziyaada pasand aaye!
Pata nhi KKF bro.....
frnd ny sms ki thi ye Ghazal.......