Phir kabhi lout kar na aain gay
Hum tera shehar chorr jain gay
Door uftaada bastiyon main kahin
Teri yaadon sey lo lagain gay
Shamaa-e-maah-o-najoom gull karkay
aansooOn kay diyah jalain gay
**aakhri baar ek ghazal sun lo
aakhiri baar hum sunai gay**
*