Phir Ishq huwa

Re: Phir Ishq huwa

Mujhy phir wohi song yaad a gya :/

Re: Phir Ishq huwa

Hulchal Hui - YouTube](http://www.youtube.com/watch?v=6r4Fc_HVwX0)
ek dafa sun hi lo :snooty:

Re: Phir Ishq huwa

Already laga hua hai :music:

Ishq karny sy Insaan La-waris kaisy ho jata hai :frowning:

Re: Phir Ishq huwa

aisa tab hota hai jab aapek shakhs ke lie sab coR dete hain, aur agar wo shakhs aap ka na huwa to phir na idhar ke rahe na udhar ke. so don't put all your eggs in one basket

Re: Phir Ishq huwa

Means I can use a kahawat here..

Dhobi ka kuta na ghar ka raha na ghat ka :konfused:

Re: Phir Ishq huwa

May be

Re: Phir Ishq huwa

aur suna hy.. esy halaat insaan Rub k zyada qareeb ho jata hy

Re: Phir Ishq huwa

kuch oanay k liye kuch khona tou parta hai na :hehe: