Pehlay Saleeb-e-Dard ki hum se zubaan li,
Phir uss ne jaa k baat zamaanay ki maan li.
Kal shaam youn hoa k hawaaon k zikar par,
Bujhtay hoaye chiraagh ne jalnay ki thaan li.
Wo paish paish aaj
Saf-e-Dushmana me hai,
Kal jiss ne bheek maang kar hum se amaan li.
Phir faakhta ne rotay huay alwida kaha,
Basti me jab uqaab ne chirriya ki jaan li
Jo Khud Ko keh raha hai Hawaaon Ka Taaj War,
Us Ne To Hum Se Maang Kar Itni Udaan Li…
Amal
2
Re: Phir faakhta ne rotay huay alwida kaha,
Wah 
Re: Phir faakhta ne rotay huay alwida kaha,
i thought kkf :P
Re: Phir faakhta ne rotay huay alwida kaha,
very nice :k:
pktun
5
Re: Phir faakhta ne rotay huay alwida kaha,
bht khooooob
Sannan
6
Re: Phir faakhta ne rotay huay alwida kaha,
:lajwab:
Dedicated to KKF kar daina tha :cobra:
babri
7
Re: Phir faakhta ne rotay huay alwida kaha,
Nice One.