“Hijr ki dhoop maiN chao-oN jaisee baataiN kartay haiN
aansoo bhi tu maa-oN jaisee baataiN kertay haiN
rasta daikhnay wali aankhoN kay anhonay
khoab
piyaas maiN bhi daryaa-on jaisee baataiN
kertay haiN
khud ko bikhartay daikhtay haiN kuch ker nahi paatay haiN
Phir bhi log khudaoN jaisee baataiN kertay haiN
aik zara see joat kay bul per andiyaaroN say bair
paagal deeyay hawaoN jaisee baataiN kertay
haiN
rung say khushboo-oN ka naata toota jaata hai
phool say log khizaa-oN jaisee baataiN kertay haiN…”
Kay hum tu Dhoop main baarishh kay woh qatray hain jo gir ker, dar-o-deevar per hi sookh jaatay hain…
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~