Phir bhi chaho ..keh

phir bhi chaho keh adda kar sako tum keemat aay dil
to tasawur kay girran kadar aainon mein basee
ik khamoosh se bayloos ibarat perh lo
jis ka mafhoom agar samjho to bayhadd sadah hai
her takhayul ke bulandee per hai mahway parwaaz
dil ke keemat na kabhi seem o jawahir mein milee
na he yeh bandish aay halaat aay zamana mein milee
kisee nay dekha hai kisee phool ke khushboo ko kabhi
kon chuu sakta hai perbat ke sadaoon ko kabhi
kya kisee aankh say lay saktay ho tum aansoo ko kabhi
kya churra saktay ho taroon say us ke kirnon ko
phir bhi chaho keh ada kar sako tum keemat aay dil
pyar ke aanch mein jal kay lamhay laa do
tumharee yaad mein chalaktay hein jo aanso laa do


hummay tum say pyar kitna :)yae hum nahe jantay:)