Phir ajj dukh bhee ziyada hay kiya keeya jayaee

Na taira koorb, na waadah, kiya keeya jayaee
Phir ajj dukh bhee ziyada hay kiya keeya jayaee

Hamain bhee arz-e-tamanna ka dhubb nahi atta
Mizaaj-e-yaar bhee saada hay, kiya keeya jayaee

Woh mahurbaan hay magaar dil ki hiruss bhee kumm hoo
Talub, karum say ziyada hay, kiya keeya jaee

Na uss say tark-e-taaluk ki baat kurr payaee
Na humdami ka irada hay, kiya keeya jaee

(Ahmed Firaz)

buhet khoob :k:
thanx for sharing

thanks cuteepie. anybody knows the rest of the shers of thi sgazal?