Daagh
1
**
choti si bighdi baat ko suljha rahe hai loug
yeh aur baat hai ki yoon, uljha rahe hai loug
charcha tumhara bazm mein gairon ke ird-gird
kuch is tarah dil mera behla rahe hai loug
armaan naye, saahil naye, sab silsiley naye
ujray hue dayar se, dikhla rahe hai loug
kehte hai kabhi ishq tha, ab rakh rakhaav hai
phir aaj kyon yoon dekh kar, sharma rahe hai loug
humne khud apne zurm ka ikraar kar liya
ab kyon ‘Raza’ se is kadr katraa rahe hai loug
**
veryy nice Daagho uncle :k:…
Koyal
6
humne khud apne zurm ka ikraar kar liya
ab kyon 'Raza' se is kadr katraa rahe hai loug
wohi tu… ye log be pata nahi kia 
PS: v nice :k:
Daagh
8
haan na kuch to log kahege…logon ka kaam hai kehna 
p.s. thanks 
Daagh
9
many thanks all for appreciations 
Koyal
10
wohi tu 
PS: ur welcome any tame..
Daagh
11
nahi aap tame specify kare…hum aise waise waqt nahi tapakna chahte 
kehte hai kabhi ishq tha, ab rakh rakhaav hai
phir aaj kyon yoon dekh kar, sharma rahe hai loug
very nice :k:
Pramod
13
har sher achha hai..maza aa gaya paDh ke...
Thanks for sharing ** Daagh **
Daagh
14
thanks Pramod for appreciation 
**Maheen: ** shurkiya 
Koyal
15
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
nahi aap tame specify kare...hum aise waise waqt nahi tapakna chahte :p
[/QUOTE]
u know kisi ne kaha hia na k waqat yani tame ka koi aitbaar nahi specify kar be dya tu kahiN..:p
Daagh
16
aap specify kar ke to dekhe 
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
thanks Umar :D
[/QUOTE]
u welcome buhat khush nazar aa rahe hien aaj aap ;)
Daagh
20
kya karein yaar shakal hi aisi hai :D