philosophy

Khwaab hote hain dekhne ke liye
In mein ja kar magar raha na karo

Re: philosophy

kal ham ny sapna dekha tha
jo apna ho nahi sakta
us shaks ko apna dekha tha :snooty:

Re: philosophy

kon?

Sahir lodhi?

:5:

Re: philosophy

eek lagta apko bohat pasnad hy

Re: philosophy

muje pasand hota to apko gift kerta?

hum dushman hain … :faris:

kal ham ny sapna dekha tha
jo apna ho nahi sakta
us shaks ko apna dekha tha :snooty:
[/quote]

Teri aankhen dikhaati hain humein sapnay sitaaron ke
Tere honton pe likha hai jo tum bole ishaaron mein

Re: philosophy

peykhanay hote hain peshaab ke liye
in mein ja kar magar raha na karo

-kokab qabzi

Re: philosophy

falsafa-e-moHabbat kaa ek andaaz yeh bhii hai ba-qaul "Mr. KNOW-it-ALL":

falsafa pyaar pyaar kaa tum kia jaano
tum ne kabhii pyaar na kiyaa
tum ne intizaar na kiyaa!

Re: philosophy

queer, aap ki nae kitab kab shaya ho rhai?
main nai aag lagani hai oosko.