Re: Phatima½ , EMM, PCG , Sara516, hareem01 ki GRAND ANNUAL MEETING!
*part 4 aliyish decides to leave the house!
wo train station jata hai, uskay paas ticket kay paisay nahi hote, to he shouts all of sudden saying SAPP SAPPP SAPPPPPPPPP (meaning saanp/snake in punjabi)
SAPPP SAPPPPPPP! to train say sab log bhagnay lagte haiN, issi afra tafree mai aliyish chupke say andar jata hai aur beth jata hai.
Train chalne lagti hai, aliyish beth kar urdu ki lughat parnay lag jata hai kay issi bahanay thori urdu a jaye gi. phir so jata hai.
5 ghentay baad jab aankh khuli to train ticket checker aya, to aliyish nay kaha SIR JI AMRATSAR ka station a gya hai? to ticket conductor bola…ji aap nay jab sap sap bola to aap jis boggy mai bethe haiN, wo ham nay utaar di thi, taa kay baaqi train agay ko chal sakay, aur aap us wali boggy mai bethe ho jo saath nahi chalee , train tay kado di agay tur pari hai , par tussi othay day othay hi ho:hehe:*