Phatima, meri bhanji kahan hai itne din se nahin mili
mod section walo tum logon ne meri bhanji ko kidnap kar liya hai main sab per parcha kataonga polce main rapot darj karaonga jaldi se wapis kar do
Attia, yeh khala kahan gayab hain, mughe shak ho raha hai ke kahin ise prince mil to nahin gaya , pata karo shadi to nahin hogai khala jaan ki
Kulfi Wala, i miss kulfi wala mughe kuch logon ne bataya hai ke gs ke admins aur mods ne use yahan kulfi baichne se mana kar diya hai coz us ne inko commission dene se mana kar diya tha
protest karing Gs mods hai hai, awey hi awey kulfi wala *
In sab ko wapis lanay walay ko Shikra ki shadi ka muft Ticket diya jayga