Jaisa kay aap sab ko pata hai phatima nay is saal tour-de-pind kia. Aik daffa wo guwalay kay paas DOOD lene gayi, taza dood ghar lay kar ayi. Ghar aa kar dood kissi doosray bartan mai daalnay lagi to DOOD mai say MENDAK nikal aya!
Usko ghussa charra aur foran guwalay kay paas gayi aur kaha “JANAB maine abhi jo taaza dood lay kar ghar gayi thi us may say MENDAK nikla”.
Guwaalay nay kaha “Bibi kitna dood lia tha?”…to phatima1 boli poora ADA KILO! to guwalay nay kaha "ADA KILO DOODH MAY SAY MENDAK HI NIKLAY GA AUR KYA HAATHI NIKALTA?..