Perveen Shakir's Alwidaeya

Woh ja chuka hai
magar judai say qabal ka
aik narm lamha
tehar gaya hai
meri hatheli ki pusht per
zindagi main
pehli ka chand ben ker !

Perveen Shakir.

Re: Perveen Shakir’s Alwidaeya

Nice1 Jias …:k:

Re: Perveen Shakir’s Alwidaeya

Bahut khoob and thanks for sharing … :k:

Likha taqdeer ka mita sakta hai kaun
Thehray paaneyoon mein kashti chala sakta hai kaun
Ganemat hain do chaar qadam bhi
Umer bhar saath nibha sakta hai kaun …

Re: Perveen Shakir’s Alwidaeya

boht khoob :k: