Dania
1
Finally, Pehli baar rabika ka avatar acha laga mujhay 
last wala tou shayad bachi kahin door khari choci kay liyah ro rahi thee…
uss sey pahlay ek larki kay sarr par ulta noodles ka bowl tha 
rabi,shukar hai tum nay avi change kia…aur khud sey kia

issi khushi main ek 
rabika
2
Re: Pehli baar…Pehli Baar

pehley waaaley bhi achey hi they:zobo:
khair hey yeh wala mujhey bhi acha laga:D
Re: Pehli baar...Pehli Baar
apna dekha hai tmne :p
Dania
4
Re: Pehli baar…Pehli Baar
mera tou cute sa hai meri tarha.. 
Re: Pehli baar...Pehli Baar
Hi RAAbika.......
acha kia k....PIC CHANGE hogai........
[EMAIL="D@nia"]D@nia IS DAMN correct..
K33P it UP
rabika
6
Re: Pehli baar…Pehli Baar
hahaah billi bechaari ko maar diya hey us ney 
rabika
7
Re: Pehli baar…Pehli Baar
acha:konfused:
thanks
Dania
8
Re: Pehli baar...Pehli Baar
billi neechay sey jhaank rahi hai :p
rabika
9
Re: Pehli baar…Pehli Baar
kis ko ?
Re: Pehli baar…Pehli Baar
Good Avi …Acha hai :k:
Dania
11
Re: Pehli baar…Pehli Baar
mujh ko 
Re: Pehli baar…Pehli Baar
BHAIYON aur BEHNo…yeh pic kaise CHANGE krte hain…???
i do als0 want 2…
Re: Pehli baar...Pehli Baar
lolzzz makorii :p
rabika
14
Re: Pehli baar…Pehli Baar
^hein kiaaaa???
thanks waleeed
i knowwwww:p
Re: Pehli baar...Pehli Baar
itna acha laga ke msn wagera sab jagha yehi betha di :p
rabika
16
Re: Pehli baar…Pehli Baar
LOL
tussi offline ho:vivo:
Re: Pehli baar…Pehli Baar
haan msn pe tum sab sir khati ho na 
Dania
18
Re: Pehli baar…Pehli Baar
settings main jaa kar
lol..makori nahi hai yeh 
rabika
19
Re: Pehli baar…Pehli Baar
jhoooooottttttttt 
khud hi tou kehtey hein salaaam kerney kia koi bahar se aaye gaaaaa:hoonh:
Dania
20
Re: Pehli baar...Pehli Baar
bohat sara salaam jama karkay rakhlo DM humara :p