Kari dhoop main nangay paoon
duniya ki is bheer main chaltey chaltey
naUmeedi k aalum main
giri budli chaa jaye
ya thunda jhoonka aa jaye
aisa hi Ahsaas howa
jab main ney Us ko daikha tha
aur mujh ko Pehla Pyaar howa tha
zaberdast ha pahla pyar tu vivo ;)
:k: :k: :k:
Thanks for sharing ![]()
wah ji wah kia kehna:k:
wah je wah PEHLA PIYAR
:k:
Thanx Arif saheb, Jaanleewa, & Ghazal :)
aur Nikki, ye sirf poem hai..;) haqaakat main aisa kuch nahi hai :(