peenay walo suno
peenay walo suno
peenay walo suno
na chupa kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mil kar piyo
peenay walo suno
na chupa kar piyo
peenay walo suno
peenay walo suno
peenay walo suno
na chupa kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mil kar piyo
peenay walo suno
na chupa kar piyo
Re: peenay walo suno
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
samnay tum sanam ko bitha kar piyo
aur nazar se nazar phir mila kar piyo
Re: peenay walo suno
main pani peeta hon, main bhi suno ? :p
Re: peenay walo suno
kia peo .... pani .... ? :D
Re: peenay walo suno
yaaar JL, teri bbatein dil dukhateen hain, batata q nahee kounsa roug lagaya huwa hai dil ko toun nay :(
Re: peenay walo suno
jab chalaktay hain jaam le kar dil bar ka naam
tou rangeen hoti hai aur shaam
jab jawani pe ho mehakshi ka ye dour
tou maza ashiqi ka ata hai aur
aur iss daur mai sab bhula kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
aur iss daur mai sab bhula kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
samnay tum sanam ko bitha kar piyo
aur nazar se nazar phir mila kar piyo
Re: peenay walo suno
jab piyo k kabhi jaise kehtay hain hum
tou mit jaye ge sub dard aur gham
jab bhaik jaye ge hud se zaida qadam
tou sanbhalay ga tum ko tumhara sanam
darr hai kis baat ka sar utha kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
darr hai kis baat ka sar utha kar piyo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar piyo
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
tum kaho ge yeh kaise mumkin hai yaar
samnay tum sanam ko bitha kar piyo
aur nazar se nazar phir mila kar piyo
Re: peenay walo suno
kiya sunaye tumhay iss tootay dil ki dastaan
yeh dard aur bharta hai batanay se
Re: peenay walo suno
![]()
Re: peenay walo suno
i know :(
Re: peenay walo suno
j-lo i love you brother, ![]()
Re: peenay walo suno
Peenay walon suno .... na chupa kar peo
kabhi ishq or sharab ko mila kar peo
tum kaho kay yeh kaisay Mumkin hai yaar
tum kaho kay yeh kaisay Mumkin hai yaar
samnay tum sanam ko bhita kar peo
kabhi ishq or sharab ko mila kar peo !
Re: peenay walo suno
issay zaroor batao yeh hum sab ki nani ammi hay ![]()
Re: peenay walo suno
:nono:
Re: peenay walo suno
kia huwa hai sakhio?
Re: peenay walo suno
ajj to mey bhi soch rha houn do bottle mey bhi chara loon :madhosh:
Re: peenay walo suno
dont worry tumharay liye feeder mai daali huhi hai :p