Peace

duniya ki mehfiloun se ukta gya houn ya rub
kya lutf unjuman ka jub dil he bujh gya hou

shourush se bhagta houn dil dhounta hay mera
aisa skoot jis pur tukdeer bhi fida hou

murta houn khamushi pur, yey aarzoo hay meri
daamun mai koah ke ik shouta sa jhounpra hou

aazad fikur se houn, uzlut mai din guzaaroun
dunya kay gum ka dil se kaanta nikl gya haou

:):k:

nice

:k:

Nice :k: