PCB Patron in Chief kay Naam -

Bohat saray ghamgeen dilon kee awaaz -

Patron Sahab - please yahan tawaj-jeh farmayeyay!

*Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada

Chairman ko hatanay ka kaha tha jis din tumnay
Woh din zindagi ka yaadgar din hoa tha

Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada*

sniff…sniff…

Re: PCB Patron in Chief kay Naam -

Dear Patron Sahab,
App ko kiss nay Patron banaya hai ? Allah ki kasam mai nay nahi banaya,
To phir is gunah ki saza mujay keun ?
Aisa salook to koi bin behai Maa say bhi nahi kerta
Agar app kay saath aisa ho gaya hai to es may mera kiya kasoor
Kasam say pooch loo !! app abhi es duniya mai nahee aye thay, mai to tayar tha shaadi kay ley
Beech mai Butt a gaya ! Butt to Younis ko bhi bohat pasand hain, waisay Younis paayee bhi shoq say kahata hai,app ko yaad hoga!
Younis ko bohat mana kiya tha kay ahista ahista pasand karoo
werna aisa na ho kay butt ko pata chal jaye kay kia majra ho raha hai.
Humari sunta kaun hai!! Now the cat is out of the bag and this Butt has shrunk into some
Deep hole for hidding.
Younis Praa! Ab yeh butt na tumara hai aur na humara hai. Yeh Butt ab Chief-de-Patron saba ka hai.
Pathan ho to himat kero, :hbk:

Re: PCB Patron in Chief kay Naam -

This is the best place to put your *dil ki faryadain....gali free...

*