mehfilo mai reh kr akailaa paya khud ko
tanhai mai hamesha mujrim paya khud ko
kash houta koi sathee maira
magr sagar mai hamesha adhora paya khud ko
safr e zindagi mai kabi jeet na pae mai
haar ka rahi hamesha paya khud ko
dosro ky lafzon ny mar dala mujh ko
mai ny ajj tak nae paya khud ko
beeta hua kal hu mai
any waly lamhy ka muntazir paya khud ko
(KF…)***