bro! just go through thiz. May Allah SWT protect u and all of us from all misfortunates Ameen
**‘Ya Allah’ **
Jo person rozana is ism-e-mubarak ko 1000 martaba parhy ga,
is ke dil o dimagh se tamam shak-o-shubhat dour ho jaingain or azam-o-yaqeen ki takat naseeb hogi
Or jo la ilaag person is ism-e-mubarak ko kasrat se parhy ga or perhnay ke baad dua mangy ga to is ko shifa kamil naseeb hogi
**3 sortain Sorat al Naas, Sorat al falak, Sorat al Ikhlaas rozana aik martaba perhnay waly pr kisi kism ka jadoo tona
asr nahi karega **
Baqi Allah SWT hi behtar hajat rawa hay