Patthar bhi kalma parh kar musalmaaN hogaye

**Mushkil the jo raaste wo aasaan ho gaye,
Dushman bhi ye dekh kar hairaan ho gaye,

Rakha mere Nabi ne jab zameen par qadam,
Pathar bhi kalma paarhkar Musalmaan ho gaye…**

Re: Patthar bhi kalma parh kar musalmaaN hogaye

Sabhaan Allah.. Beautiful Sharing Dania..:lajawab: