chyuntee ke par nikelte hu'ai to sunaa thaa .. pari ke par nikalna .. pehli baa suna he :D
acha apka paala chyuntiyo se pada tha uncle,,isliye,,mein aik hi hu ..
chyuntee ke par nikelte hu'ai to sunaa thaa .. pari ke par nikalna .. pehli baa suna he :D
acha apka paala chyuntiyo se pada tha uncle,,isliye,,mein aik hi hu ..
aap ne mujhe chyuntaa bol ke meri tauheen ki he ![]()
hum apni umar nahi batate..kyun ke log mantay he nahi .hum abhi bhi jawan lagtay hain.aur agar aap ko umar bata de to aap yeh khabar saray mulk main na phela dein aur sab larkiyan hum say shadi karnay say inkar kar dein:aq:
Garmi lagey tou banda chaaon mein chala jaye, muft ka AC
Pagal samajh rakha hai kia jo jaan boojh kar aapko qaid sey nikal kar khud qaid mein chala jaaon? ![]()