patiyon main bikhar gai kaliyan

khwab ka aitbaar kiya kejiye
zindagi tujhse pyar kia kejiye

wo maseeha hai, rooth jaega
zakhm dil ke shumaar kia kejiye

patiyon main bikhar gai kaliyan
zikr e fasl e bahar kia kejiye

bantne wo qarar nikla hai
daaman e taar taar kia kejiye

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

Nice…:hmmm:

phr bhi Kuch to krna hi paRay ga…:stuck_out_tongue:

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

kcuh na kuch.. jaise?

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

to nhi or sahi…
Or nhi…or Sahi…:hehe:

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

agar samne wala bhi yehi treatment karne lag jae to

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

Aysa wo tab kry ga…jab Aapki DilChaspi kam/Khatam ho gi…:hmmm:

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

acha matlab love aajkal = every action has equal reaction. 100 rupe ka gift doge to 100 rupe ka gift mile ga

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

Shayad........aysa bhi keh sakty hyn...........:(

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

:lajawab:

Re: patiyon main bikhar gai kaliyan

**bantne wo qarar nikla hai
daaman e taar taar kia kejiye **

:k: