Pati warta dharam

Re: Pati warta dharam

baat se baat nikaltii hai to baRii door talak jaatii hai…boardroom se bedroom tak? :wink:

oh achchhaa…ab mujhe koii aur bataaye k misrii kii Dali aur kaali mirch kiuN khilaate haiN? in donoN ajzaa kii Khusoosiyaat kia haiN? kahiiN yeh ‘garm-mizaaji’ to nahiiN paidaa kartiiN? :cb:

no wonder why women wives dominate! :smiley:

maiN apnii honewaali beGham ko in donoN cheezoN se kosoN door rakkhuuNgaa! :slight_smile: