Pati warta dharam

Re: Pati warta dharam

baRii door kii kauRii laaye haiN…:cb:

yeh bhii saHeeH hai aur yeh bhii k 'aurat ba’d meN khaatii thii jiskii ek vajah yeh bhii thii k use Dar lagaa rahtaa thaa k kahiiN khaanaa kam na paR jaaye…agar kam paR jaataa to vo us din roze rakh letii aur kahtii “aaj mujhe bhook zaraa bhii nahiiN” :frowning:

vaise, suhaag raat par mard ko doodh kaa glass diyaa jaataa hai [kamzorii door karne ke liye :cb:] to aurat ko kia diyaa jaataa hai? :smiley: