Re: ‘Pati’ represents ‘ownership’!
jab do shaadiyaaN karuuNgaa tab lafz talaash kar luuNgaa aur agar koii lafz na huaa to ek banaa luuNgaa. ![]()
vaise, sawaal dil-chasp hai. aur agar kisii kii do se zaayad biwiyaaN hoN to Arabii zabaan kii kaun sii tarkeeb-e-iste’maali mauzooN hogii? ![]()
mere Khayaal se zaujah-ai’n = minus h of zaujah = zaujai’n hogaa?