Re: pata nahi !
hatioon ka zoq itna bura nahi ho sakta ..plz khamkha un ko badnaam na karain
mere ley nahi is duniya main rehnay k ley to banna pery ga ..gareebon ki koi zindgee nahi ...
ham gurbat ko qatam karnay k liay sab gareebon ko khatam kardaingay...
hathi aap k kon hain jo itna dil aaraha hay un par? :-p
main nay chand ki chandni say dosti ki hay, ab mujhay iss TuNNia say kooch nee laina daina :-p