pata hai aaj kya hai??

Promise karo kisi ko nahi bataoo ge :fatee:

pakka walaa:fatee:promise

aaj

naa

na

naa

na
na

na

Friday hai:@:

:hayaa:

:emmy:ab kisi aur ko yeh baat pata chali to:ASA:

:barbie:

Re: pata hai aaj kya hai??

:konfused: mujhe aaisa kyun lagraha hai k main budhi ho gai hoon:bummer:

2 Likes

Re: pata hai aaj kya hai??

isay urdu main kahtay hain ,
sathia jana.
tow tum sathia ga e ho.

Re: pata hai aaj kya hai??

isn’t it the start of rabi ul awal.. as well :konfused:

Re: pata hai aaj kya hai??

:teary2:ji uncle

is it fine with u if i call u uncle:hmmm:

:bummer: i have no idea

Re: pata hai aaj kya hai??

[quote=“K337, post:117, topic:179369”]

:teary2:ji uncle

is it fine with u if i call u uncle:hmmm:

Agar tum sathia ga e ho tow main uncle nahi ho sakta , abhi tow main bohat chota hoon.

Re: pata hai aaj kya hai??


:@: umm nahi abhi main bhi choti hoon par lag raha hai k sathya gai hoon:(

Re: pata hai aaj kya hai??

pingu docter k paas chali jana
tabyat theekh nahi lag rahi tumari :smack:

Re: pata hai aaj kya hai??

:@:doctor ki tabeeyat khud kaharab thi

Re: pata hai aaj kya hai??

^tumare jesa patient ho to yeh to hona hee tha :bummer:

Re: pata hai aaj kya hai??

haeyyy pingu tum na batatee tou kabhi pata hi na lagta k aaj friday hai :hayaa:
:@:

Re: pata hai aaj kya hai??

gujar::crying:doctor bhi to penguin thi

Re: pata hai aaj kya hai??

:blush: dekha main kitni samjhdar hoon

mashllah:@:

Re: pata hai aaj kya hai??

oh acha chalo ab roh mat pirh dil ko mere kuch hogah :frowning:

Re: pata hai aaj kya hai??

bilkul bilkul aao nazar utaar doon :@:
:hoonh:

Re: pata hai aaj kya hai??

:@: ji bilkul

:vivo: nazar hi utarna kuch aur na utar lena

hides her sonay ki mala

Re: pata hai aaj kya hai??

:vivo: mein pinguz ki cheezoon mein interest nai rakhtee
jao nai utartee nazar bhi :naraz:

Re: pata hai aaj kya hai??

:snooty: theres nuthing like nazar utarna

mat utaro

:barbie:

main khud hi 4 aur ayat ul qursi kul parh k phoonk loong gi:chai:

Re: pata hai aaj kya hai??

mein kis ki nazar utaroon phir :crying:
:naak: pingu katti tum say :barbie:

Re: pata hai aaj kya hai??

mein bhi start karnay wala tha ek friday thread... :D