Re: paseena
yeh muhavraa hai aur iss ko saabit karnay kay liye maiN aap ko naakoN channay chabwa saktaa hooN ![]()
Re: paseena
yeh muhavraa hai aur iss ko saabit karnay kay liye maiN aap ko naakoN channay chabwa saktaa hooN ![]()
Re: paseena
ssehar ko maiN nay itnaa wait karwaayaa kay wait kar kar kay uss kay daaNtoN talay paseena aa gayaa.
This sentence proves it to be a muhaavra as it’s a metaphorical use of the words and literal meaning does not apply, hence a muhaavraa
![]()
Re: paseena
jee nahi jee .. ye koi mahavra nahi hia .. ur making it by urslef MR. ![]()
Re: paseena
muhaavroN maiN mujhay challenge naa karnaa warnaa maiN muhaavroN ka toofaan-e-bud tameezi khaRa kar dooN gaa:grumpy:
DaaNtoN talay paseenaa aanaa is a muhaavraa and it means: to perform a task that had required virtually impossible things.![]()
Re: paseena
but i haven’t heard it na before ![]()
i m not much experienced in mahavra’s ![]()
Re: paseena
logon ne urdu ka kya haal kar diya ![]()
yeh sahi mahawra hai sssehar
Re: paseena
meri shaagirdagi ikhteyaar kar lo:cool:
chund dinoN maiN muhaavroN ki taaNg toRnay kay saath saath uloom-e-qadeemaa-O-jadeedah wa funoon-e-lateefah maiN bhee yaktaa-e-rozgaar ho jaao gee :roman:
Re: paseena
sorry mujhe pata nahi tha ![]()
Re: paseena
uff …
…itni mushkil urdr dekh ker to mujhe to rahi sahi urdu ati thi wo bhi bholti hui mehsos ho rahi hia ![]()
Re: paseena
Dewaan perha karo sab kuch hai us main ![]()
Re: paseena
itna farigh time nahi hota mere pass ![]()
Re: paseena
mere pass bhi itna falto time nahin jo beth kar tumhen mahawarey samjahata phiron ![]()
Re: paseena
aiyay hamaari dunya ki taraf kabhi.. paseenay main dikhaatay hain aapko kaisay saraabor kartay hain ![]()
185beats per minute say jab dil kaam karta hay to achaaaaaaaay achon ka paseena nikal jaata hay yaar ![]()
Re: paseena
nahin na mashwara hai ![]()
Re: paseena
ye mashvara to nahi tha .. ye to saf insult thi meri ![]()
Re: paseena
ussay paseena nahi kehtay ![]()
Re: paseena
I Love Paseena .....pa ....seena.........only Pathans Will Understand My Wordings