~parwaanay k N@@m~bohat mukhtasir nazm!

Husan say ruswa na hoga apnay deewanay ka naam
shama ro de gi magar le gi na parwanay ka naam
ye bhi hi koi eyaadat
haal poocha chal diye,ghar kar gaye aanay ka naam

Re: ~parwaanay k N@@m~bohat mukhtasir nazm!

le gi parwaanay ka naam wah kia kehnay thx B L 4 sharing it with us

Re: ~parwaanay k N@@m~bohat mukhtasir nazm!

Unn ko daikhany say aati hay jo chehray pah ronaq
Woh kahtay hay Mareez ka haal acha hay ...

Re: ~parwaanay k N@@m~bohat mukhtasir nazm!

:smack: :kursi: sannan ghalib ki ruh tarap rahi hogi rair laga di shair ki

Re: ~parwaanay k N@@m~bohat mukhtasir nazm!

:k:

Re: ~parwaanay k N@@m~bohat mukhtasir nazm!

hahahah