lekin,
Bhool gaye ho shaid, Woh akaila na tha
Murghi ki family mai ek murgha bhi tha
Aj subha ki Azaan kuch thee hut ker
Murgha Hans raha tha qalabazian kha ker
Jo kaam arsay say na ho paya kisisay
Woh ek papi chore ker gaya jaldi say
Murghay nay to bohat kiya celeberate
kayi murgioun nay kiya communicate
Fax, phone, email, thay hathyar saray
Kuch guppioun nay to PM tak day maray
Lekin aj murga bohat kush tha
uski bachelor life ka pehla din tha,
![]()