![]()
Restored attachments:
Re: parle darje ka bewafa
is laRkii kii shaadii to ab hone se rahii…isko har shaKhs meN bevafaaii nazar aayegii! on eof the male guppies do a nek kaam and marry her! ![]()
Re: parle darje ka bewafa
jo bole wohi kundi khole
Bismillah karen Hazrat
Re: parle darje ka bewafa
yeh library kahan hai??
Re: parle darje ka bewafa
kiyun aap ne books donate karni hain?
Re: parle darje ka bewafa
![]()
is qism ki books ko aag laga deni chahiye
jo larke larkiyon k dimag kharab kare:hbk:
Re: parle darje ka bewafa
baby the changez kahn.. libraries to Halakoo jaise log jalate the
Re: parle darje ka bewafa
Sahi kehtay hain kuch kitabein insan ka dimaagh kharab ker deyti hain ..pick wisely.
Re: parle darje ka bewafa
lol yeah…messenger gets shot! ![]()
Re: parle darje ka bewafa
example splease.. iss per to language forum main dhaaga lag sakta hai
Re: parle darje ka bewafa
log bewafa hoty hein khod
dusron ko misal kehty hein
![]()
Re: parle darje ka bewafa
aisi logon ki to aisi ki taisi ![]()
Re: parle darje ka bewafa
bailan nahi dua deni chiay
Re: parle darje ka bewafa
iss muft ke len den main hi to damagh kharaab hota hai logon ka
Re: parle darje ka bewafa
han usko us k haal per chore dena chiay
pehly hi bewafai k hath mazy ker rhy hoty hein
Re: parle darje ka bewafa
App yeh digest he le lain ..jo das bees rupay mein bik rahey hotey hain ..khayali duniya mein le jaaney kay liey kaafi hain
Re: parle darje ka bewafa
Sarguzasht digest ke end main 10 sach bayaniyan aati thin.. sab main maa baap ki izzat rond kar jaane waliyon ka dukhRa
Re: parle darje ka bewafa
ham aisii kul kitaabeN qaabil-e-zabtii samajhte haiN
k jinko paRh ke laRke baap ko Khabtii samajhte haiN!
Akbar Allahabadi
Re: parle darje ka bewafa
Yeh dukhrey bigarnay kay baad kyun?!?!
Re: parle darje ka bewafa
![]()
Haan te fir ki hoya