Pari Chehra....

Re: Pari Chehra…

aik aur arz karta hooN… taza taza nazil howa hai…

**Na wo mera, na wo apna
Aisa kaisa saath hai hum main?
Dil maiN bhar kar dhairooN aahaiN
Yakdam gum sa ho jaata hooN…
**