Lucky book and Lucky author… waisaY konsi waahid kitaab hai jiss ko aaj tukk haath naheeN lagaayaa? Mua’aashrati Uloom tau naheeN :halo:?
Re: Parhaku Larkeyan
ops i forgot to add “bhi”
or main such khe rahi hoon…main bookworm bilkul bhi nahi hoon
in fact us k nazdeek bhi nahi hoon.
sweefe Kid …
oftentimes such efforts are made to get better marriage proposal …
Its goes like ‘ aje humari baytiii doctor hai . humhain larka bi doctor he cha’he haY ‘
![]()
True :k:
Their cerebellum and cortex work over time, but production of pituatry gland is low. they should eat bheja fry , maghaz nihari more often :k:
Re: Parhaku Larkeyan
lerkian asal main mustaqil mizaaj hotee hain jis kaam main hath dal diya to us ko achay tareeqay say hee kertee hain*blush*
lerkay la 'ubaale hotay hain .. bus chal chalaoo say kaam chala laytay hain : P
Re: Parhaku Larkeyan
parhaku larkiyan agar parhain gi nahin to parhaku kaisay kehlaien gi? ![]()
Re: Parhaku Larkeyan
^ agar code red sahab itnay AQALmand hotay to ajj is thread is safha-e-GS per kion ker hota ; ) ?
Re: Parhaku Larkeyan
Bus yaar PG yehi to almiyah hai hamari qoam ka....
Re: Parhaku Larkeyan
GIRLS ARE ALSO SO MUCH HARDWORKING.........AND AS FAR AS I HAVE SEEN MOST BOYS ARE JEALOSED OF GIRLS....and i think onlly that person can obtain good grades who study with deep concentration.whether girls or boys
Mujhey aap se ittefaq karney main dili musarat hoti agar aap ne larkoon pe chubh’ta hoa tanz na kia hota ![]()
Dekkheye ! Chal chaloo cheezoon se hamara guzara nahi hota
Hum larkey chahey jitney bhi nikamey hon, per apni amma ko hum saaf lafzoun main bata detey hain ke hamarey leye larki aisi dekhain ju …
Door se Aishwarya Lagey our Qareeb se Mahnoor Baloch
Ghardaari main Fazeela Qazi jaisi ho tu , Khana pakaney mian Kokab khawaja se bhi do haath agaey ho
Make up , dresses sense main Amina Haq se tuition li ho our
Bahar nikley tu hayaa ki paikar ho , ghar main ho tu noor -e- mujasam ![]()
Chal Chalooo se hamara guzara nahi hota
Note kar lejeye ![]()
Re: Parhaku Larkeyan
dont be jealous ![]()
Re: Parhaku Larkeyan
such bolna or such sun’na baaaaaaaaraaaaaaaaaaaaaa hee mushkil kam hay …app ka qasooor nahi : P
yeh koi nayee baat nahi ..
ajj kal k lerkoon ko aisee baymaariyaan lahaq hain
Allah app sub ko shifaa-e-kamla o aajla naseeb fermayee ameen ![]()