Pareshaan bauhat hoon

The shairs change automatically.

Re: Pareshaan bauhat hoon

:k:

Re: Pareshaan bauhat hoon

:lajawab: Mogambo khush huwa.

Re: Pareshaan bauhat hoon

Mogambo toh khush hoga, shaira kee wajah say. :smiley:

Re: Pareshaan bauhat hoon

:k:

Re: Pareshaan bauhat hoon

mere jaise logon ko time lagta hai urdu read kerne mai ,and the sher’s are changing too fast for me to read :teary2:
can someone plz write it down

Re: Pareshaan bauhat hoon

Uncle ki duty bunti hai, ye to.

Re: Pareshaan bauhat hoon

aap ada ker dain ye duty :@:

Re: Pareshaan bauhat hoon

Mein nay yeh kaam aap kay sapurd kiya. Jaldi say ker dein kahin phir load shedding na ho jaye. :rotfl:

Re: Pareshaan bauhat hoon

Let me try:

Rasta hi naya hai’ na main anjaan bohut hon.

Phir koye malamat main hon’ nadaan bohut hon.

Ek umar jisey khuwab ki manend hi dekha.

Choney ko mila hai to pareshan bohut hon.

Mujh main kabhi aahat ki tarah se koi aye.

Ek band gali ki tarha sunsaan bohut hon.

Dekha hai guraez us nigahe sard itna.

Mayal ba tawajoh hai jo hairan bohut hon.

Uljhain ge kai baar abhi lafz se mafahom.

Sada hai bohut woh na main asaan bohut hon.

Re: Pareshaan bauhat hoon

:emmy: ab to bus KESC ka karam hone ko hai
Mera ghar bhi bus 20 min main roshan hone ko hai :snooty:

Re: Pareshaan bauhat hoon

nicee:k:

thnak you muqawee :hat:

Re: Pareshaan bauhat hoon

:hat:

right pe ek chhota button hai 4 letters wala.. usko bhi press kar lia karen kabhi :snooty: