Parakhna Mat!! Parakhne Main Koi Apna Nahi Rehta
Kisi B Aaine Mein Der Tak Chehra Nahi Rehta
Barhe Logoon Se Milne Mein Hamesha Faasala Rakhna
Jahan Darya Sumandar Se Mila! Darya Nahi Rehta
Mujhabbat Ek Khushboo Hai Hamesha Saath Chalti Hai
Koi Insaan Tanhai Mein B Tanha Nahi Rehta