para na fark anokhi zubaan likhnay se

para na fark anokhi zubaan likhnay se
zamee’n zamee’n hi rahi, aasmaan likhnay se

raha hai jis se ta’aluk har ghari mera
wo ban saki na meri jaan, jaan likhnay se

panaah mil na saki aik pal kabhi mujhko
kisi ujaar jaga ko makaan likhnay se

kari tapish se jhulasta raha badan mera
k dhoop dhoop rahi, saebaan likhnay se

2 Likes

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

bahuut aaala abla g;

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

buhat umda!

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

Great sharing Aabla_Pa… abhi kuch hi din pehle banda yehi nazm share kar chuka hai..:slight_smile:

http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?t=277066

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

Oops ! :slight_smile:

Sorry yaar. I havent been visiting GS often. May be I missed it.
Anywayz.

CheeRs :slight_smile:

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

beautiful..

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

:lajawab:

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

Maya Hai Sab Maya Hai :( Nice shairng brother thanks !

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

nice sharing.....!

Re: para na fark anokhi zubaan likhnay se

Amazing.

kari tapish se jhulasta raha badan mera
k dhoop dhoop rahi, saebaan likhnay se

Bohot khubbb