Para hai WaSta "MoHsIn" Muhabbat Ka Yazeedon sey........

Hum Apny DarD Lafzon Ki zubaani Rakh Nahi Saktay…Qlam Ki Noak Par Koi Kahaani Rakh Nahi Saktay…Muhabat Kar Tou Saktay hain humara Almiya Yeh hai…Ke hum Tawaan Mein Apni Jawaani Rakh Nahi Saktay…Muhabat Kaiynati Beej hai Yeh TaSleem hai Lekin…Zameen Zaaday hain Jazbay AaSmaani Rakh Nahi Saktay…Humara Ishq Baala hai Tumhari Soch Ki Had sey…Koi Kangan Koi Choori Nishaani Rakh Nahi Saktay…Humien tou Zard rutt Ney Qaid Kar Rakha hai Kuch Aisy…Koi Umeed Aankhon Mein Suhaani Rakh Nahi Saktay…Chalo Kuch Phool Lay Aaien Nai Khwaahish Ke Mousam sey…Naye Dalaan Mein Yaadien Puraani Rakh Nahi Saktay…Para hai WaSta “MoHsIn” Muhabbat Ka Yazeedon sey…Yahan hum Apni Ankho Ma B Pani Rkh Nhi Skte…

Re: Para hai WaSta “MoHsIn” Muhabbat Ka Yazeedon sey…

modz:help:

Re: Para hai WaSta “MoHsIn” Muhabbat Ka Yazeedon sey…

Hum Apny DarD Lafzon Ki zubaani Rakh Nahi Saktay
Qlam Ki Noak Par Koi Kahaani Rakh Nahi Saktay
Muhabat Kar Tou Saktay hain humara Almiya Yeh hai
Ke hum Tawaan Mein Apni Jawaani Rakh Nahi Saktay
Muhabat Kaiynati Beej hai Yeh TaSleem hai Lekin
Zameen Zaaday hain Jazbay AaSmaani Rakh Nahi Saktay
Humara Ishq Baala hai Tumhari Soch Ki Had sey
Koi Kangan Koi Choori Nishaani Rakh Nahi Saktay
Humien tou Zard rutt Ney Qaid Kar Rakha hai Kuch Aisy
Koi Umeed Aankhon Mein Suhaani Rakh Nahi Saktay
Chalo Kuch Phool Lay Aaien Nai Khwaahish Ke Mousam sey
Naye Dalaan Mein Yaadien Puraani Rakh Nahi Saktay
Para hai WaSta “MoHsIn” Muhabbat Ka Yazeedon sey
Yahan hum Apni Ankho Main Bhi Pani Rakh Nahi Sktay

Bohat Khoob KhawabRung..:k:

Re: Para hai WaSta "MoHsIn" Muhabbat Ka Yazeedon sey........

boht khob KR..keep posting :)

Re: Para hai WaSta “MoHsIn” Muhabbat Ka Yazeedon sey…

Thanks Aryaan :slight_smile:
Nice one Kawab rang :k:

Re: Para hai WaSta "MoHsIn" Muhabbat Ka Yazeedon sey........

:)

Re: Para hai WaSta "MoHsIn" Muhabbat Ka Yazeedon sey........

thx Aryaan.

Re: Para hai WaSta "MoHsIn" Muhabbat Ka Yazeedon sey........

THX ARYAAN G.