Wo Is Kamaal Se Khaila Piyaar Ki Baazi
Main Apni Fatah Samajti Rahi Maat Hone Tak
Re: Par tu lo............
Bohat Khoob BOhat Khoob
Re: Par tu lo............
Lovely... :)
Har Lafaz ko kaghaz per utara nahi jata
Har naam ko sar-e-aam pukara nahi jata
Hoit hain mohabbat main kai raaz ki batain
aisay hi to is khail main hara nahi jata
Re: Par tu lo............
Wow
buhut acha he zabardast
Re: Par tu lo............
aray waaqai aap ko pasand aya...
main to aap ko tassalli day raha tha
anayway thanks
Re: Par tu lo............
waah waah bohat aala
i liked both