**Pappu ki biwi rozay ki waja se behosh hogai… Pappu murda samajh ke dafnanay chala gaya… Raastay me janaza khambay se takraa gaya to Uski biwi ko hosh aagaya…
1 hafte baad wo sach much marr gai… Sab log kalma parhte huye jaa rahe thay…
Lekin Pappu ki zubaan pe 1 hi baat thi: “Khamba Waikh Ke Mera VEER Khamba Waikh Ke”
**