Sheal
1
Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
Us Ko Bhi Dil Ka Haal Bataya Na Jaa Saka
Zakhmon Se Choor Choor Tha Yeh Dil Mera
Ek Zakham Bhi Us Ko Dikhaya Na Jaa Saka
Jab Teri Yaad Aayi To Koshish Ke Ba Wajood
Aankhon Main Aanso’on Ko Chupaya Na Jaa Saka
Kuch Log Zindagi Main Aise Bhi Aaye Hain
Jin Ko Kisi Bhi Lamhe Bhulaya Na Jaa Saka
Bas Is Khayaal Se Kahin Us Ko Dukh Na Ho
Hum Se To Haal-E-Ghum Bhi Sunaya Na Jaa Saka
Woh Muskuraya Tha Mere Ru-Ba-Ru Magar
Chehray Ka Rang Us Se Chupaya Na Jaa Saka
Tanhaiyon Ki Aag Main Hum Jal Gaye
Magar Faasla Ana Ka Mitaya Na Jaa Saka
Re: Palkon Pe Aanso’on Ko Sajaya Na Jaa Saka
:k:
Sheal
4
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
thanku aabla-pa and shaboo :)
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
Sheal.. buhat umda kalaam share kiaa ap ne :)
its really beautiful..
EEMAAN
6
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
Very nice..
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
last shair superb.........!!!!!!!!!!
muncho
8
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
Bas Is Khayaal Se Kahin Us Ko Dukh Na Ho
Hum Se To Haal-E-Ghum Bhi Sunaya Na Jaa Saka
Woh Muskuraya Tha Mere Ru-Ba-Ru Magar
Chehray Ka Rang Us Se Chupaya Na Jaa Saka
Tanhaiyon Ki Aag Main Hum Jal Gaye
Magar Faasla Ana Ka Mitaya Na Jaa Saka
bahut khoob g!
Koyal
9
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
Beautiful Sheal :)
Daanie
10
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
nice sharing :)
Re: Palkon Pe Aanso'on Ko Sajaya Na Jaa Saka
nice sharing Sheal :)