pakiza mohabbat

pakiza mohabbat ko gunahgar na karna

tum pyaar tou karna magar izhaar na karna!!

qurbani ka jazba tumhe veersey mein mila hai

wo jaan bhi agar mangey tou inkaar na karna!!.

suraat sey bari cheez hai mehboob ki siraat

aawara hawa’un sey kabhi pyaar na karna!!

aashkun mein na behjayen kahin gham ka khazana

soowey hoye tufaan ko bedaar na karna!!

Re: pakiza mohabbat

tum pyaar tou karna magar izhaar na karna!!

:hmmm: ghut ghut ke mar jana

Re: pakiza mohabbat

Izhar krne na krne se kuch nai hoga....muqaddar mai hoga wo shakhsh tou mil jayega either ways...nahi hoga tou jo kr lo nai milne wala

Re: pakiza mohabbat

Nice 1

Re: pakiza mohabbat

:hat: thankss