LP
1
pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
tum pyaar tou karna magar izhaar na karna!!
qurbani ka jazba tumhe veersey mein mila hai
wo jaan bhi agar mangey tou inkaar na karna!!.
suraat sey bari cheez hai mehboob ki siraat
aawara hawa’un sey kabhi pyaar na karna!!
aashkun mein na behjayen kahin gham ka khazana
soowey hoye tufaan ko bedaar na karna!!.
TlGER
2
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
buhat khoob :k:
Diva
3
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
:)
Nain
4

**Tum pyaar tu kerna mager izhaar na kerna..
**wah bohut alaa bohut alaa wah wah 
**
Qurbani ka jazba tumhain versey main mila hai
**abb bohut hu chuka Ak baar pak ponch jaun chun chun key sarey porey karun gi 
**surat se bari cheez hai mehbob ki seerat
**: Chahey nazer bhi na araha hu 
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
muhabbat izhar karne se Paakezgi kho deti hai?

tum Pakistan kaisay aa sakti hoo?
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
zabardast!
LP
8
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
all
LP
9
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
muhabbat izhar karne se Paakezgi kho deti hai?
This is situational I feel.Depends on the people involved , their situation , thoughts , way of mohabbat ka izhar etc.
Nain
10
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
main ship sey aun gi cargo ke sammaan ke sath 
tarash
11
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
**suraat sey bari cheez hai mehboob ki siraat
aawara hawa’un sey kabhi pyaar na karna!!**

Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna

LP
13

14

sara credit lp sisoo le gayeen 
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
situational..
Sit-coms ke bad situational poetry
LP
16
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
Maine kisi ka credit card nai churaya 
LP
17
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna

ehsan
18
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
**aawara hawa’un sey kabhi pyaar na karna!!
**hawaa awara bhi hotee hai. 
LP
19
Re: Pakiza mohabbat ko gunahgar na karna
hawa he tou awara hai…kabhi idher tou kabhi udher