pakistani :)

aik dafa aik pakistani, aik indian or aik angraiz
aik (dessert) sahra main bhatak gaay wo sab bohat

parashan thay k ab wahaan say niklain kaisay

un ko wahaan per aik jin(giant) mila us nay kaha

k main aap sab ki aik,aik khwahish pooree ker sakta

hoon

sab say pahlay angraiz nay kaha:"mujhay apnay biwi bachay

bohat yaad aa rahain hain mujhay mairay gher (home)

ponhcha do".

jin nay us ko us ka ghar pohncha dia.

phir indian ki baari aaee to us nay kaha:"mujhay bhi maray

biwi bachay bohat yaad aa rahain hain please mujhay bhi mairay

ghar pohncha do".

jin nay us ki khawahish bhi puri ker di.

to janaab ab baari ati ha pakistani ki to pakistani kahta ha :

"mujhay wo dono (india & angraiz) bohat yaad aa rahain hain

un ko mairay paas pohncha do".

or jin pakistani ki khawahish bhi poori ker daita ha.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

Why are you giving Pakistanis a bad name??? (this coming from an Indian!)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


May The Madness Be Upon You!!!

^-- point to ponder! (serious enuf...seems like some food for thought for our dear 2629)


Kambakht Ishq!

wo indain aur angraiz ke paas jaakar kia achaar dale ga

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif


Friendship is a precious gift from ALLAH, only lucky ppl have got this gift. And thank God, I am among those ppl

yeh aik or joke ke intehai mathi kisem ke copy hai .........


Dont think "you can" know "you can"
.::. ¢¼ ﷲ ﻼﺃ ﷲﺃ ﻶ ¢¼ .::.

yes I posted a joke about a bad manager which was the same. Yeh kya ho raha hai?


She gets her good looks from her father. He's a plastic surgeon - Groucho Marx

yes iam pure pakistani.aur mai buhat fakhar karty hu kay mai pakistani hu.
and this is a joke.jo mai pakistan may reh kar sunty hu.woh he likhu gee.alright
iam sorry agar ap sub ko burra lagta hai toa mai youn kay joke nahee likhungee.mai toa ap sub ko kush karna chahty hu.udas nahee.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif