Re: Pakistani PM charged with contempt
Kon hay jis nay may naheen chakhi
Kon jhooti qasamuthata hay
Maikaday say jo bach nilkalta hay
Teri aankhon main doob jata hay
Hazoor kis mulk ki bat kartay hain . ‘Honest’ ki shakal dekhnay ko aankhain tarsti hain .
Magar Khat PPP kay khilaf hi kion
CJ nay khud PCO kay taht half Uthaia tha
Khud hi PCO Jujon kay kay khilaf faislay karta hay
45 sal PPP ko ho gaiay hain
Har faisla PPP kay khilaf
Aisay Insaf ki …