Re: Pakistan vs Srilanka - 2nd ODI, 9th June 2012
Subhaan’Allah … uncle jee zindagi kay iss daur main khuda yaad aata hai … log Hujj ka irada kar kay Allah ko yaad kartey hain aur agey jaaney ka soch rahey hotey hain lekin aap … Masha’Allah Seekh Kebab par nazar jamai hai
U surely know/heard this from Ghulam Fareed (in Punjabi)
Oth fareeda sutea teri darri aiya boor
agga agiya nerray tay pichcha reh giya door ![]()