Pakistan vs NZ - 3rd ODI @ Abu Dhabi - Monday, Nov. 9, 2009

Allah say mangna hai to khul kay mango..

Yaa Allah, Pakistani team ko dunya ki best team bana dai.. Aameen! Aur Pakistan ko dunya ki best country bana dai. Aur Pakistani Quom ko dunya ki best Quom bana dai..

Aameen!