Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Maine kab kaha ke aapne tareefein ki hain ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Maine kab kaha ke aapne tareefein ki hain ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Main aur uncle ko imress
Pulease ![]()
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
aap ne e tu kaha tha ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
![]()
Mera matlab tha ke 2 pages mein tareefein nhi hui teams ki, lekin bus awain 2 pages ho gaye ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
![]()
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
to acha haina ke hogaye ![]()
abhe to 2 din paray hai match mein aur yeh haal hai ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
**Issh Stop ![]()
**
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Serious observation hai. ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Fulll Ishhtoppp ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
**Aiwain nhi kahin flooding hoti
Scores update karne ka waqt hi nhi milna
Kenya ka kaam pehle hi tamaam ho jaana hai…
To abhi se kar lein ![]()
**
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
dekhna Kenya 50 overs kay baad khul ker kheley gee aur hur ball per 6 ho ga. ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
To mera bhi serious observation tha ![]()
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
50 overs ke baad, match to khatam ho jaata hai na ![]()
Haan yeh alag baat hai ke Kenya ki bowling pe Pakistan har ball pe 6 marrey ga ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Aisa na ho jb mein ayu flooding krnay tab tk Kenya ki team bhe out ho chuki hai
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Aaj kul kay bachon koh kuch patta nahin, yeh Kenya jaisey azeem team kee kadar karna nahin jantay. Afridi khauf say kaanp raha hai. ![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
Mera khayal hai tum dono koh KK say ban ker diya jaye, match kay baad phir ban utha diya jaye ga.
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
tusi wakaye he mazahiya ho
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
2 ni ab 3 ho ge
ar pakistan ki mutaliq kuch discuss b nai howa
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
kr day agar isi mein Kenya ki jeet hai to kr day ap
![]()
Re: Pakistan VS Kenya | 23rd FEB
aap ko b kar daina chiaye pore WC k duran ![]()