Pakistan tujhe Salam...

**Pakistan Zindabaad!

Aao bacho sair karain tum ko Pakistan ki
Jis ki khatir hum ne di qurbani lakhon jan ki
Yeh dekho yeh Sindh jehan zalim Dahir ka tola tha
yehin Muhammad Bin Qasim Allah-o-Akbar bola tha
tuti hui talwaron mein kya bijli thi kya shola tha
ginti ke kuch ghazi thay lakhon ka lashkar tola tha

**
Pakistan Zindabaad!